Posts

Showing posts with the label Chukail Banda

Chukail Banda

Image
 Chukail Banda: Chukail Banda apni khubsorati lihaz say kafi mashhoor hay, aur ye Banda waqayi but khubsorat hay. Ye Banda bhi dosray buht say khubsorat bandajaat ki serzameen swat Ka ek gaao Mankiyal may waqiya hay. Is Kay ird gird aur bhi kafi mashhoor aur khubsorat bandajaat hay, Jin may Mankiyal jabba, taib c baan, gergo Banda waghera shamil hay. Is Kay ilawa rastay may badai wati aati hay wo bhi khushkhabri may apni misaal aap hay. Chukail Banda tak janay kaliye bhut saray tareeqay hay,  1.Tracking  Ager aap trekking kersaktay hay to chukail Banda Ka safer ap Kay liye naqabilo faramosh husakta, Mankiyal wadi k khubsorat derya road Kay saat behta app Dekh saktay, jis say ap ko taza hawa, aur fitrat ko qareeb say dekhnay Ka moqa milta hay. 2.Gadi k zareye. Ap gadi k zareye bhi jasaktay hay , ap ager gadi say Jana chahay to ap ko gadi Kay oper chat per bethna huga, jis say bhi app nature say pora pora lutfandooz husaktay hay, ap apnay ap vadiyoo k Ander utta huwa mehsso...