Chukail Banda
Chukail Banda:
Chukail Banda apni khubsorati lihaz say kafi mashhoor hay, aur ye Banda waqayi but khubsorat hay.
Ye Banda bhi dosray buht say khubsorat bandajaat ki serzameen swat Ka ek gaao Mankiyal may waqiya hay.
Is Kay ird gird aur bhi kafi mashhoor aur khubsorat bandajaat hay, Jin may Mankiyal jabba, taib c baan, gergo Banda waghera shamil hay. Is Kay ilawa rastay may badai wati aati hay wo bhi khushkhabri may apni misaal aap hay.
Chukail Banda tak janay kaliye bhut saray tareeqay hay,
1.Tracking
Ager aap trekking kersaktay hay to chukail Banda Ka safer ap Kay liye naqabilo faramosh husakta, Mankiyal wadi k khubsorat derya road Kay saat behta app Dekh saktay, jis say ap ko taza hawa, aur fitrat ko qareeb say dekhnay Ka moqa milta hay.
2.Gadi k zareye.
Ap gadi k zareye bhi jasaktay hay , ap ager gadi say Jana chahay to ap ko gadi Kay oper chat per bethna huga, jis say bhi app nature say pora pora lutfandooz husaktay hay, ap apnay ap vadiyoo k Ander utta huwa mehssos karengay, ap tazi hawa Ka bhi Maza lesaktay.
3. Half track half gadi.
Ap adhay rastay tak gadi may ja Kay waha say tracking kersaktay, jis say gadi aur tracking Sono Ka Maza lesaktay hay, is trah ap ko thakawat bhi kam mehssos hugi aur ap jaldi bhi phunch sakangay.
4. Horse riding
Ap Mankiyal say chukail Banda ki traf horse 🐎 riding bhi kersaktay hay, jis say bhi ap manderjabala sab chezoo Ka Maza lesaktay hay, lekin Mankiyal may horse 🐎🏇 available nahe hutay, us k liye ap spacial bando bas kerna prega.

Comments
Post a Comment